Sunday 26 October 2014

TAZIADARI OR MATAM ISLAM ME HAI YA NAHI ???



Hz Husain (r.a) ki shahadat ki munasibat se, musalmaano ki ek jamaat 10 muharram ke din tazia banati hai, or matam karti hai,kya ye islamic ehkam ke mutabiq hai to karna jayez hai, or agar usse hut kar hai, to aisa karna, band karna chahiye,


1, rasool allah (s.a.w) ke chacha, HAZRAATH HAMZA (R.A) ki shahadat ka waqiya intehayi dard naak hai, jinhe ghazb-e-oh ad me hinda ne apne ghulam se shaheed karwaya tha, or khud usney, hamza (r.a) ka seena cheer kar kaleja ( liver) chabaya, or unka kaan (ear) kaat kar gale ka haar banaya tha, rasool allah (s.a.w) ko us sadmey se kafi taklif huwi, chunanche, fatah-makk ah ke mauqe par, phir jab hind islam kabool karne ke liye aap ke samne aayi, to aap ne apna muh pher liya, or aap ki aakhon me aansu aagaye…... ..

Is manzar ko apne samne rakhte hai, or phri seerat ko dekhte hai, kya aap (s.a.w) ya sahaba ne hazrath hamza ya kisi or ki shahadat ki munasibat se, TAZIA BANAYA HAI ???

from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment