Thursday 19 March 2015

HAMARA THIKANA JANNAT YA JAHANNUM ??


hazrat abdullah bin umar (r.a) se riwayat hai ke nabi kareem sallallahu alaiwassallam ne farmaya beshak jab tum mese koi shaks marta hai to uspar subha-wa-sham uska thikana pesh kiya jata hai

agar jannati hai to jannato ka thikana aur agar jahannumi hai to jahannumo ka thikana uspar pesh kiya jata hai aur kaha jata hai ye tera thikana hai yaha takke allah rabbul alamin qayamat ke din tujhe uthae

((SAHIH BUKHARI : 1290))

ye qabr ke andar ka mamla hoga hame phele hee batla diya jaega ke hamara thikana hai kya

from EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment