Hazrat abu huraira (r.a) se riwayat hai ke nabi kareem sallallahu alaiwassallam ne farmaya jo bhi jannat me dhakil hota hai to usse phele wo jahannum ka hissa dikha diya jata hai ke agar burae karta to ye tumara badla hota
take wo aur zyada shukr ada kare aur jo bhi jahannum me dakhil hota hai to usse jannat ka wo makam dikha diya jata hai ke agar neiky karta to ye milta take aur zyada baas hasrat aur afsos ho
((SAHIH BUKHARI : 6084))
Aye allah hame jahunnum dikha kar jannat me dakhil karde ameen
from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment