Wednesday 22 November 2017

IMAM SAHAB AGAR GALATI KARE TO UNKO GUNAH PAR MUQTADI KI NAMAZ PAR KOI ASR NAHI


Hazrat abu huraira raziallah se riwayat hai ke Rasool Allah  ﷺ ne farmaya jo log 

tumain namaz padhate hai agar teek padhayenge to tume aur unhe sawab milega aur agar galati karenge to tumare liye sawab hai Magar unke liye gunah hai 

((SAHIH BUKHARI # 694))

Aise halat main MUQTADI ki namaz main koi khalal nahi hoga jab ke unhone tamam sharayet wa arkaan Ko poora Kiya ho 


From www.ekummat.blogspot.in share to all

No comments:

Post a Comment