Friday 3 November 2017

JO KHATEEB SIRF KAHETA HAI AUR USPAR AMAL KUCH NAHI KARTA USKE HONT (LIPS) KATE JAENGE



 Nabi Kareem (ﷺ) ne Meraj ki raat Aise  qaum  ko dekha jiske hont (lip) kate jarahe the jab aap (ﷺ) ne Jibrayeel Alaihis salam se unke bare me puchha to unho ne unke bare me farmaya

 *"Yeh aap ke ummat ke woh khateeb (Muqarrir) hain jo aasi baten karte the jinpar khud amal nahi karte* the or *yeh Allah ki Kitab (Quran) ki tilawat to karte the lekin uspar amal nahi karte the.

((MUSNAD AHMED HADEES NO. : 2381))
Maujuda Daur me aise khateeb apko mil jaenge jinka charcha bohot hai Lekin sirf kahene Ko Aisa khateeb Alim wa dhae jahunnum me bhi phele hee jaenge

Ha alhumdulillah par Aaj alhumdulillah ahle haq ulma ki ek taweel jamat Aaj bhi maujud hai jiske qaul aur fail me kabhi ap fark nahi paoge alhumdulillah
Allah ahle haq ulma ki hifazat kare ameen

From www.ekummat.blogspot.in share to all

No comments:

Post a Comment