Monday 4 August 2014

BE NAMAZI KA ANJAM AUR USKI FIKR aur NAMAZI FALAH PAENGE IN SHA ALLAH

40 : Ke wo(JANNATI LOG) baheshton mein (bethay huye) gunehgaron se 41: Sawal kerte honge. 42 : Tumhein dozakh mein kis cheez ne dala. 43 : Wo jawab deingay ke hum namazi na thay. ((SURE MUDASSIR AYAT 40 SE 43)) NAMAZI FALAH PAENGE INSHA ALLAH 14 : Be-shak usney falah pali jo pak hogaya 15 : Aur jis nay apney Rab ka naam yad rakha aur namaz parhta raha. ((SURE AaLA : AYAT 14&15)) Nabi (saw) ne akhri waqt tak namaz namaz kari hai yaha takke unki akhri wasihat bhi namaz hee ke bareme thi ki namaz ki fikr karo From EK UMMAT Grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment